Listen to and download the song "Itna To Karna Swami Jab Pran Tan Se Nikle" by the artist Anuradha Paudwal from the album "Kamda Ekadashi Special Bhajans 2021" . This high-quality MP3 audio track has a duration of 8:34 . You can stream the song online using the player on this page or download it for your personal music library. You can also read the full lyrics of this song below.
Itna To Karna Swami Jab Pran Tan Se Nikle Lyrics – Kamda Ekadashi Special Bhajans 2021
Show Full Lyrics
Itna to karna, swami, jab praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikle 'Govind' naam lekar... 'Govind' naam lekar, fir praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikleShreeGanga ji ka tatt ho,Yamuna ka vanshivat hoShreeGanga ji ka tatt ho,Yamuna ka vanshivat hoShreeGanga ji ka tatt ho,Yamuna ka vanshivat hoMera saanwra nikat ho...Mera saanwra nikat ho, jab praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikleShreeVrindaavan ka sthal ho, mere mukh mein tulsidal hoShreeVrindaavan ka sthal ho, mere mukh mein tulsidal hoShreeVrindaavan ka sthal ho, mere mukh mein tulsidal hoVishnu-charan ka jal ho...Vishnu-charan ka jal ho, jab praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikleJab kanth praan aave, koi rog na sataaveJab kanth praan aave, koi rog na sataaveJab kanth praan aave, koi rog na sataaveYum darshana dikhaave...Yum darshana dikhaave, jab praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikleSudhi hove na hi tan ki, taiyaari ho gaman kiSudhi hove na hi tan ki, taiyaari ho gaman kiSudhi hove na hi tan ki, taiyaari ho gaman kiLakdi hoBraj ke van ki...Lakdi hoBraj ke van ki, jab praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikleYe nek si araj hai, maano to kya haraj haiYe nek si araj hai, maano to kya haraj haiYe nek si araj hai, maano to kya haraj haiKuch aapka faraj hai...Kuch aapka faraj hai, jab praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikle 'Govind' naam lekar... 'Govind' naam lekar, fir praan tan se nikleItna to karna, swami, jab praan tan se nikle